1. قُلۡ اَعُوۡذُ بِرَبِّ الۡفَلَقِۙ
1. kaho ke mayn subaah kay parwardegar ke panaah mangta hun
2. مِنۡ شَرِّ مَا خَلَقَۙ
2. har cheez ke badi say jo es ne peda ke
3. وَمِنۡ شَرِّ غَاسِقٍ اِذَا وَقَبَۙ
3. aur shab tareki ke buraai say jab es ka andhayraa cha jaye
4. وَمِنۡ شَرِّ النَّفّٰثٰتِ فِى الۡعُقَدِۙ
4. aur gando par (parh parh kar) phonkne walio ke buraai say
5. وَمِنۡ شَرِّ حَاسِدٍ اِذَا حَسَدَ
5. aur hasad karne wale ke buraai say jab hasad karne lage